Saturday, 15 December 2012

Uski Hansi Me Chupe Dard Ko Mehsoos To Kar

Uski Hansi Me Chupe Dard Ko Mehsoos To Kar Faraz

Wo To Yun Hi Hans Hans Ke Khud Ko Saza Deta Hai....!!!

Qudrat Ne

Qudrat Ne
Aurat ko Haseen Banaya.. !!!

Khubsurti Di..
Hirni Si Aankhein..
Resham Se Baal..
Gulab K Pankhriyon Se Hont..
Pyaar Bhra Dil Diya..

Phir Zaban Di:
Aur Sub Satya-Naas Ho Gaya :p

Manzil Qareeb Dkh K

Manzil Qareeb Dkh K
Mutmain Na Hona.

Aksar TATI Nikal Jati
Hy.
Bathroom Ponhanchne Se
Pehle:)

(‘,’)>Sub Chor Bas Misaal
Dekh tu….

Dost Or Lover me kya Farq

Dost Or Lover me kya Farq
Hy.?

Lover:
Janu Bike Ahista Chlao Accident
Ho Jaye ga…

Dost:
Chwla race day agy Cultus vich
Bachiyan ne…

Life main

Life main
=Paisa =Pyar
=Dost
=Izzat
Sab aate Jate rehte Hain.
Par
Tootay Huwe Daant Kabhi Wapas
nahi aate.

Is liye iZzat say sms Karte raha
karo.

Hum Kisi ki Dosti k muntazir nahi hain,

Hum Kisi ki Dosti k muntazir nahi hain,
‘Faraz’
Jo Humain chor kr jaye ga Wo INSHaLLAH
Ramazan main Sahri time peeppa hi Wajaey ga…

1 choti bachi dukandar sy

1 choti bachi dukandar sy: uncle jab main bari
ho jaon gai to ap muj say shadi karin gay

Dukandar: mazak sy han bachi to ap apni hony
wali wife ko choklate nai 2 gay?

Ami Mera Teacher Kitna Pyara Hai Na

Beti:
Ami Mera Teacher Kitna Pyara Hai Na?

Ami:
Beti Teacher Bap k Brabr Hota Hai..

Beti:
AMI Ap Hamesha Apne Hi Chakar Mein
Rehna,
Hamare Liye Na Sochna…

Ktne Ghuroor Main Hai Wo

Ktne Ghuroor Main Hai Wo Mjhay Tanha Chor K
“Faraz”
Unhain Maloom Nahi Mery Pas Or B lash pash larkio K Number Hain
(,”)/
/) ( Ja garak hoja
,/¡_ sali tm

Maalik: Tum bathroom mein kyu ghus

Maalik: Tum bathroom mein kyu ghus
aaye, Kya tumhe pata nahi tha ki mein
naha raha hoon?
.
.
Naukar: Hazur galti ho gayi,
mein
samjha tha begum sahiba hai. OooPPSSS